Gajab attitude shayari in hindi
Agar aap internet par sabse khatarnak, stylish aur dil jeet lene wali Attitude Shayari in Hindi dhoond rahe hain, to aap bilkul sahi jagah par aaye hain. Yahan aapko milegi latest aur trending Gajab Attitude Shayari, jo sirf lafz nahi balki aapki personality ka asli swag dikhati hai. 😈
Aaj ke time me Instagram, WhatsApp aur Facebook par sirf photo upload karna kaafi nahi hota, ek powerful Attitude Status, stylish Instagram Bio Shayari, aur killer captions hi asli pehchaan banate hain. Isi liye hum lekar aaye hain best Attitude Shayari for Boys, Attitude Shayari Boys, aur zabardast shayari collection jo aapke style ko next level tak le jayega. 💯
Chahe aapko royal attitude dikhana ho, haters ko reply dena ho, ya apni alag identity create karni ho — yahan har mood ke liye dangerous aur stylish Attitude Shayari Hindi Collection milega. Is collection me aapko Instagram captions, bio lines, attitude dialogue in Hindi, stylish boy status aur look shayari sab kuch ek hi jagah par milega. 🔥
Agar aap apne Instagram bio, WhatsApp status ya Facebook post ke liye ekdum unique aur powerful lines search kar rahe hain, to ye collection aapke liye perfect hai. Yahan ki har shayari young audience ke attitude, confidence aur swag ko dhyan me rakhkar likhi gayi hai. 😎🚀
यहाँ आपको लड़कों और लड़कियों दोनों के लिए सबसे बेहतरीन एटीट्यूड शायरी, इंस्टाग्राम बायो शायरी, स्टाइलिश स्टेटस और दमदार कैप्शन मिलेंगे। अगर आप अपने अंदाज़ से लोगों को इम्प्रेस करना चाहते हैं, तो नीचे दी गई गजब एटीट्यूड शायरी का कलेक्शन ज़रूर पढ़ें।
Instagram Bio shayari hindi
Teri dahaad se zyada,
Meri khamoshi ka khauf hai!
प्यार से बात करोगे, तो प्यार ही पाओगे,
अकड़ के बात की, तो Block List में नज़र आओगे!
Pyar se baat karoge, to pyar hi paoge,
Akad ke baat ki, to Block List mein nazar aaoge!
मेरे शहर की धूप बड़ी खतरनाक है,
फिर भी लोग धूप से नहीं, मुझसे जलते हैं!
Mere shehar ki dhoop badi khatarnak hai,
Phir bhi log dhoop se nahi, mujhse jalte hain!
सुना है तुझमें बहुत दम है,
आज देखते हैं, तेरे सामने हम हैं!
Suna hai tujh mein bahut dum hai,
Aaj dekhte hain, tere saamne hum hain
Stylish Boy Status in Hindi
जिन तूफानों में लोगों के आशियाने उड़ जाते हैं,
हम उन्हीं तूफानों में कपड़े सुखाते हैं!
Jin toofanon mein logon ke aashiyane ud jaate hain,
Hum unhi toofanon mein kapde sukhate hain!
औकात नहीं आँख से आँख मिलाने की,
और बात करते हो हमारा नाम मिटाने की!
Auqaat nahi aankh se aankh milane ki,
Aur baat karte ho hamara naam mitane ki!
मेरा Attitude ही मेरी पहचान है,
अब तो बता, तू क्यों परेशान है!
Mera Attitude hi meri pehchaan hai,
Ab to bata, tu kyun pareshan hai!
जो आज नज़रें चुरा रहे हैं 👀
कल हमें गूगल पर ढूँढेंगे 🔍
Jo aaj nazrein chura rahe hain 👀
Kal humein Google par dhoondhenge 🔍
हमारी पहचान ✨ हमारे अंदाज़ से है 😎
वरना नाम तो हजारों के होते हैं 📜
Hamari pehchaan ✨ hamare andaaz se hai 😎
Varna naam to hazaaron ke hote hain 📜
Best Shayari in Hindi
लोग हमसे जल रहे हैं 😁
यानी हम सही चल रहे हैं 🔥
Log humse jal rahe hain 😁
Yaani hum sahi chal rahe hain
मुसलसल बेरुख़ी से ये ताल्लुक टूट जाएगा
तुम्हें पहले बताता हूँ नज़रअंदाज़ मत करना
Khamosh hansi bhi dard chhupa leti hai
Duniya ise samajh nahi paati
ये दुनिया एक जादूगर है
हर रोज़ नया खेल सिखाती है
Ye duniya ek jadugar hai
Har roz naya khel sikhati hai
Dangerous Sigma Attitude Shayari in Hindi
मैं वो चराग़ हूँ जो अंधेरों में भी जलता है,
मुझे बुझाने का हुनर किसी हवा के पास नहीं।
Main woh chiraagh hoon jo andheron mein bhi jalta hai,
Mujhe bujhaane ka hunar kisi hawa ke paas nahin.
नज़र झुकाने की आदत नहीं,
हम आँखों में आँखें डाल कर बात करते हैं।
Nazar jhukanay ki aadat nahin,
Hum aankhon mein aankhein daal kar baat karte hain.
अब तुम आवाज़ भी दोगे तो नहीं आएंगे,
टूटने वाले क़यामत की अदा रखते हैं।
Ab tum awaaz bhi doge to nahi aayenge,
Tootne wale qayamat ki ada rakhte hain.
मुझसे न हो सकेगी ज़माने की बंदगी,
मैं मक्कार भी नहीं हूँ, अदाकार भी नहीं हूँ
Mujh se na ho sakegi zamane ki bandagi,
Main makkar bhi nahi hoon, adakar bhi nahi hoon.
मेरा तो खून भी कड़वा है,
तुम लहजे की बात करते हो।
Mera to khoon bhi kadwa hai,
tum lehje ki baat karte ho.
Attitude Shayari For Gangster Hero in Hindi
यह मेरा फ़र्ज़ बनता है मैं उसके हाथ धुलवाऊँ,
सुना है उसने मेरी ज़ात पर कीचड़ उछाला है।
Yeh mera farz banta hai main uske haath dhulwaoon,
Suna hai usne meri zaat par keechad uchhala hai.
उल्टी बातों का सीधा सा जवाब,
हाँ हम बुरे हमारी आदतें खराब।
Ulti baaton ka seedha sa jawab,
Haan hum bure humari aadatein kharab.
फलदार के नसीब में है पत्थरों की चोट,
ये हौसला नहीं है तो फिर बेसमर रहो।
Faldar ke naseeb mein hai pattharon ki chot,
Ye hausla nahi hai to phir besamar raho.
तेरे सवाल के बदले में मेरी खामोशी है,
है एक दलील कि तू लायक़ जवाब नहीं।
Tere sawal ke badle mein meri khamoshi
Hai ek daleel ke tu laayak jawab nahi
तेरे मायने से बहुत आगे की दास्तां हूँ मैं।
Tere mayaar se bahut aage ki dastaan hoon main.
Short Attitude status for Whatsapp
कल तक तो आशना थे, मगर आज गैर हो
दो दिन में यह मिज़ाज है, आगे की खैर हो
Kal tak to aashna the, magar aaj ghair ho
Do din mein yeh mizaaj hai, aage ki khair ho
जीत मेरी ज़िद है
और ज़िद का मैं बादशाह हूँ
Jeet meri zid hai
Aur zid ka main badshah hoon
अंदाज़ा लगाना छोड़ दो हमारे बारे में,
तुम सिर्फ उतना ही जानते हो जितना हमने बता रखा है।
Andaza lagana chhod do hamare baare mein,
Tum sirf utna hi jaante ho jitna humne bata rakha hai.
जवाब ऐसा दो कि फिर किसी के दिल में
सवाल न आए!!
Jawab aisa do ki phir kisi ke dil mein
sawal na aaye!!
आख़िरी बार अपनी सफ़ाई देता हूँ,
मैं वह नहीं जो दिखाई देता हूँ।
Aakhri baar apni safai deta hoon,
Main woh nahi jo dikhai deta hoon.
नज़र झुकाने की आदत नहीं,
हम आँखों में आँखें डाल कर बात करते हैं।
Nazar jhukanay ki aadat nahi,
Hum aankhon mein aankhein daal kar baat karte hain.
