Dabangg attitude status sayari
Life mein sabse bada rule simple hai – Respect me or stay away! 😏🔥. Agar aap apne doston ko apni bold personality dikhana chahte ho, toh yahaan milegi woh dabang attitude shayari jo ekdum desi heart + modern style ka mix hai. ⚡Doston, aajkal ke zamaane mein na, attitude hi asli swag hai! 😎💥 Single ho ya apne hi world ke hero/heroine, ek dhamakedar dabang attitude shayari hi aapke confidence, ego aur self-love ko asli rang dikhati hai. 💃👑 Desi vibes chahiye ya Hollywood wali feels, Indian youth ko toh bas aajkal apni personality ko bold words aur killer lines ke through express karna hi pasand hai. ❤️⚡ Aur yeh wahi jagah hai jahan aapko milengi woh shayariyan jo doston ko hairaan kar dein aur aapke Insta–WhatsApp status ko bana dein pura Bollywood hero entry wala swag! 🎬🔥
Table of Contents
Dabang Shayari for True Lovers of Attitude
Show your desi heart with a modern touch of emotions and their hidden power ❤️✨.Let your attitude speak louder than words 💣😎.From gully boy vibes to mafia style – Dabangg all the way 🎤🔪.This page is the ultimate swag corner for singles 💃👑💪Jo log samajhte hain ki attitude sirf ek nakhra hai… unhe bata do ki yeh dabang confidence aur self-love ka asli reflection hai. 💯⚡ Aur yahaan jo shayari milegi, woh aapke ego ko ek dum royal dabang touch degi! 🔥👊
Hero Style Dabangg Shayari for Instagram Captions💥
जीत ही जीत हूँ, मात ही मात हूँ 😎
मैं तेरे अख़्तियार से आगे की बात हूँ..!! 👑🔥
Jeet hi jeet hoon, maat hi maat hoon 😎
Main tere akhtiyar se aage ki baat hoon..!! 👑🔥
हम बात खत्म नहीं करते,
कहानी खत्म करते हैं..!! ⚡💪
Hum baat khatm nahi karte,
kahani khatm karte hain..!! ⚡💪
राज तो हमारा हर जगह पे है,
पसंद करने वालों के दिल में और
नापसंद करने वालों के दिमाग में..!! 😎👑
Raaj to hamara har jagah pe hai,
pasand karne walon ke dil mein aur
napasand karne walon ke dimaag mein..!! 😎👑
तुम्हें लगता है कि ग़लत हूँ मैं,
तो सही हो तुम क्योंकि थोड़ा अलग हूँ मैं..!! ✨🔥
Tumhe lagta hai ki galat hoon main,
to sahi ho tum kyunki thoda alag hoon main..!! ✨🔥
जिनके मिज़ाज दुनिया से अलग होते हैं,
महफ़िलों में चर्चे उनके ग़ज़ब होते हैं..! 💃💅
Jinke mijaaj duniya se alag hote hain,
mahfilon mein charche unke gazab hote hain..! 💃💅
जो हमें समझ ही नहीं सका,
उसे हक़ है हमें बुरा समझने का..!! 😎
Jo hume samajh hi nahi saka,
use haq hai hume bura samajhne ka..!! 😎
Desi Swag Attitude Shayari for whatsapp about ☕
काफी अकेला हूँ,
अकेला ही काफी हूँ..!! 💪👑
Kafi akela hoon,
akela hi kafi hoon..!! 💪👑
छा जाते हैं रंग
जब हम महफ़िल में क़दम रखते हैं 💃✨🔥
Chha jaate hain rang
jab hum mehfil mein kadam rakhte hain 💃✨🔥
तुम लौट के आने का तकल्लुफ़ मत करना,
हम एक मोहब्बत को दोबारा नहीं करते..!! 💔😎
Tum laut ke aane ka takalluf mat karna,
hum ek mohabbat ko dobara nahi karte..!! 💔😎
दबा दूँगा एक दिन पैरों के नीचे,
छोड़ा है जिन्होने ग़ैरों के पीछे..!! 👊🔥
Daba doonga ek din pairon ke neeche,
chhoda hai jinhone gairon ke peeche..!! 👊🔥
हमसे जलने वाले भी कमाल के होते हैं,
महफ़िले तो ख़ुद की होती हैं पर चर्चे हमारे होते हैं..!! 😎👑
Humse jalne wale bhi kamaal ke hote hain,
mehfile to khud ki hoti hain par charche hamare hote hain..!! 😎👑
दौलत तो विरासत में मिलती है 👑
लेकिन पहचान अपने दम पर बनानी पड़ती है..!! 🔥
Daulat to virasat mein milti hai 👑
lekin pehchaan apne dum par banani padti hai..!! 🔥
Latest Dabangg attitude Shayari for Single Girls 💃
जिन नज़रों से नज़रअंदाज़ करते हो,
उन्हीं नज़रों से ढूँढते रह जाओगे..!! 🔥
Jin nazron se nazar-andaaz karte ho,
unhi nazron se dhoondte reh jaoge..!! 🔥
\
मुझे कसम है कि पागल बना के छोड़ूँगा 💪😎
तेरे ग़ुरूर को एक दिन ज़रूर तोड़ूँगा 🔥👑
Mujhe kasam hai ki pagal bana ke chhodunga 💪😎
tere ghuroor ko ek din zaroor todunga 🔥👑
जो उतर गया दिल से 💔
फिर क्या हीरा क्या ख़ाक 😎
Jo utar gaya dil se 💔
phir kya heera kya khaak 😎
दिल से उतरे तमाम लोगों में,
अब तुझे भी शुमार करते हैं 💔👑
Dil se utre tamaam logon mein,
ab tujhe bhi shumar karte hain 💔👑
जिनकी फ़ितरत में था बग़ावत करना,
मैंने उन दिलों पे भी हुकूमत की है..!! 👑🔥
Jinki fitrat mein tha baghawat karna,
maine un dilon pe bhi hukoomat ki hai..!! 👑🔥
जो तूफ़ानों में पलते हैं 🌪️🔥
वो ही दुनिया बदलते हैं 💪👑
Jo toofanon mein palte hain 🌪️🔥
vo hi duniya badalte hain 💪👑
Dabangg modern 2-Liner Shayari for Reels 2025
और क्या देखने को बाक़ी है ✨
आप से दिल लगाकर देख लिया ❤
Aur kya dekhne ko baaqi hai ✨
aap se dil laga kar dekh liya ❤
ये आरज़ू भी बड़ी चीज़ है मगर हमदम 💭💔
विसाल-ए-यार फ़क़त आरज़ू की बात नहीं 💕✨
Ye aarzoo bhi badi cheez hai magar humdam 💭💔
visaal-e-yaar faqat aarzoo ki baat nahin 💕✨
मेरा अलग मिज़ाज है, मेरा अलग समाज 😎
महफ़िलों की धूम का हिस्सा नहीं बना 🔥
Mera alag mijaaz hai, mera alag samaaj 😎
mehfilon ki dhoom ka hissa nahin bana 🔥
वो तो समझे थे तमाशा होगा 🎭
हमने चुप रहकर बदल दी बाज़ी 🔥💪
Vo to samjhe the tamasha hoga 🎭
humne chup rehkar badal di baazi 🔥💪
हम दिलाते हैं मुनाफ़े की ज़मानत तुझको 😎
हम ख़रीदते हैं मोहब्बत के खटारे सारे ❤💔
Hum dilaate hain munaafe ki zamaanat tujhko 😎
hum khareedte hain mohabbat ke khataare saare ❤💔
जब उसकी हर अदा से छलकने लगा ख़ुलूस
तब मुझको ऐतबार की आदत नहीं रही 💔
Jab uski har ada se chhalakne laga khuloos
tab mujhko aitbaar ki aadat nahin rahi 💔
New captions for singles’ dabang attitude look 😏🔪
हमको हमारी नींद भी वापस नहीं मिली,
लोगों को उनके ख़्वाब जगा कर दिए गए..!! 💭💔
Humko hamari neend bhi wapas nahin mili,
logon ko unke khwaab jaga kar diye gaye..!! 💭💔
तुम कोई फ़र्ज़ तो नहीं मुझ पर,
मैंने तुमको भुला भी देना है..!! 💔
Tum koi farz to nahin mujh par,
maine tumko bhula bhi dena hai..!! 💔
ऐसा नहीं कि हार नहीं जाना चाहिए
बस आपका वक़ार नहीं जाना चाहिए
Aisa nahin ke haar nahin jaana chahiye
Bas aap ka waqar nahin jaana chahiye
तू अगर तख़्त पे बैठा है तो बड़ी बात नहीं,
ख़ाक भी उड़ कर बुलंदी पर पहुँच जाती है..!! 👑🔥
Tu agar takht pe baitha hai to badi baat nahin,
khaak bhi udd kar bulandi par pohanch jaati hai..!! 👑🔥
कि मोहब्बत तो सियासत का चलन छोड़ दिया,
हम अगर इश्क़ न करते तो हुकूमत करते..!! 👑🔥
Ki mohabbat to siyaasat ka chalan chhod diya,
hum agar ishq na karte to hukoomat karte..!! 👑🔥
Click these links to read more swag valii shayarii 🔥💥😎
https://attitudeshayarihub.com/sad-shayari-with-attitude/: Dabangg attitude status sayarihttps://attitudeshayarihub.com/single-girl-attitude-shayari-status-in-hindi/: Dabangg attitude status sayarihttps://attitudeshayarihub.com/boys-new-attitude-shayarii-hindi/: Dabangg attitude status sayari